Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera sawal ya ha k aksar masjdo ma namaz k waqat choty bachon ko phli saf sa hata k pichy bhj daya jata ha k bachy pichy chale jayea bary agy ajaen .. kia ya sahi ha ?? Aisi koi hades ya quran ma ha  
Answer Agar jamaat main ittesaal ka zariiya aik samajhdaar bacha yani aisa bacha jo achay buray ki samajh rakhta ho or wo loog nah jaantay hoon k is ki namaz batil hay tu iqteda ker sakte hain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2397). Mustahab hay k sahibaan e ilm o azal or taqwa pehli saf main kharhay hoon. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1463). Update on dated 08-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.