Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aga Seestani Sahib 
Question 786 , Asalam o Alaikum aga kia hum shtranj (Chess) khyl sakty hain.  
Answer Shatranj khelna haram he. chahae kisi maal ki shrt per khela jay ya is k bagair khela jay. Aur computer per bhi do afrad ka mil kar shatranj khelna haram he. aur ethiat e wajib ki bina per aik aadmi bhi computer k sath mil kar shatranj khelay to bhi haram he. (Ref : Jaded Faqhi Masayl Ayat ullaha Sistani d.b. Masla # 469 pg # 254) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.