Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Nimaz kab aur halat me ham torrr sakte hain? 
Answer Maal ki hifazat or maali ya jismani zarar se bacne k liay namaz torhne main koe haraj nahi hay balkeh wo tamaam deeni or dunyavi kaam jo namazi k liay ehem hoon, on k liay namaz torhne main koe haraj nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1146) Update on dated 25-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.