Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Aik Mard nai aik Aurat k saath zana kiya dono is zana pai raazi thai aur dono shaadi shuda hain aur oon k bachay bhee hain. Ab oos mard ka beta oos aurat kee baitee sai Shaadi karna chahta hai.Kiya yai shaadi ho sakti hai YA wo larki oos pai haram hai kioon k oos k BAAP nai oos ki MAA k saath zana kiya tha. Pls reply as per Ayat-ullah Seestani & Ayat-ullah khoie.  
Answer A.Sistani kay mutabiq larka us larki say shadi kar sakta hay kion kay ye larki un aurtoo main say nahi banay gee jin say nikah karna haram hay.masalan mehram rishtay daar ya apni bewi ki maa,nani,dadi waghaira ya apni bewi ki larki ,nawasi ,poti waghaira jin say nikah karna haram hota hay.aur mazkoora soorat main aisa koi masala nahi hay.Ref:Tauzeehul Masail Masala No.2370,2344...A.Khoie ka bhi yehi fatwa hay.Ref:Tauzeehul Masail A.Khoie Masala No.2393,2420. .Update on dated 19-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.