Answer |
Toba yani sharmindagi ka izhar karna k aainda ye gunah nahi karon ga. Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney waloon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba). Update on dated 28-04-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |