Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question asalam oalikum sir mujhe kuch din se namaz kay doran halka sa katra pishab araha hai please kuch bata dije shukriya 
Answer istibra islam ma mustahab amal hay. Istibra karnay k baad ya itminaan ho jata ha k pishaab ki nali ma peshaab baaki nehi reha. Is ka tarika yae hay k peshaab say farigh honay k baad baa’en(left) haath ki jo sab sa bari ungli hay us ko pakhana ka maqam ka aakhir per rakh kar dabaein aur oper peshaab ki nali tak ungli laein. ye amal 3 dafa karain phir usi baaen(left) haath ka angutha(thumb) ko peshaab ki nali ka opper rakhain aur angutha ka baad wali ungli ko peshaab ki nali ka neecha rakhein phir dono ungli aur angutha ko daba kar khatna k maqam tak lain phir 3 dafa jatakein. (Ref tauzeeh ul masail ayat ullaha sistani pg # 25)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.