Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name no 
Question i am pergnent.4 month complete ho gy hain.mai ramzan k rozy rakh sktee hon. koe problm tho nai ho ge. 
Answer Jis aurat ka waze hamal qareeb ho, is ka roza rakhna khud is k lie ya ya is k honay walay bachay k lie muzr(nuqsan ) ho os per roza wajib nahi he. aur zaroori he k har din k badlay me 750 gram khana faqeer ko day aur zaroori he k jo rozay na rakhay hoon un ki qaza baja laye. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1699) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.