Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name aghai sistani 
Question mai apna khums dena chata hoon mere pass nqad raktm nai hai jaidad hai to is sorat mai mujhe kia karna chaye  
Answer Insan har os cheez ka jis per khums wajib ho chukka ho isi cheez ki shakl me khums day sakhta he. aur agar chahae to jitna khums is per wajib ho is ki qimat k barabar raqam bhi day sakhta he. lakin agar kisi doosri jins ki surat me jis per khums wajib na ho dena chahae to ishkal he magar ye k aisa karna hakim e sharae ki ijazat se ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1758) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.