Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question ek larke ne mujhe purpose kia or dunu k parents k darmian shadi ki bat shit chalne lagi os larke se kissing wagera ho gai or dono ne ek dosre ko bina cloth k dekh lia or cho lia but sex nai kia islam mai is ki kia saza hai...? os waqt ye socha k shadi hone wali hai is liye ye sub hua but shadi nai ho saki parents k dermian ikhtalaf ho gaya.... kia saza hai islam mai is ki,,,,? plz tell me 
Answer Aurat k lie na mehram Mard par Lazzat kay qasd sey nigah dalna Haram hai jabke lazzat kay qasd k bagair un hisso par nazar dale jinhe aam tor par chupana zaroori nahi masalan (sar,dono hath etc)to aisa karna Jaiz hai magar in hisso kay ilawa baqi jism par nigah dalna Haram hai.Isi terah merd k liay sirif aurat k chehray or hathaylioon(palms) per lazzat k baghair nazar daalna jaiz hay is k ilawa baqi jis or baal per nigaah kerna haraam hay.(Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani(d.b)Prob No 2397). Toba karain. 1)First of all you must repent and pray to Almighty Allah (swt) for forgiveness and promise yourself not to do that sin again and always remember that Allah (swt) is looking at you and by doing that sin you do obey devil and disobey Allah(swt). Also try to engage in some useful activities such as sport reading ..etc and avoid anything that may arise your sexual desire. Also if you cannot control yourself then you must get married.(E-mail Rcvd from A.Sistani(d.b) Sep 27, 2010) 2)Toba karein Parwar digar ne quran me wadah kia he k wo toba karney walon ki toba ko qabool karta he aur aisa hargiz nahi ho sakhta he k wo apne wadeh per amal na karey. Aur ghuna se bachney k lie mazboot irada chahiea. (Ref : sistani.org ques # 1 , toba) 3)Jo shakhs shadi na karnay ki wajah se fail e haram me mubtila hota ho os per wajib he k shadi karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2407) 3)Ghunahoon se bachnein k bohat se tariqe hain jin me se chand ye he k 1)mout ki yaad ko dil main bassa’en 4) ye tassawur karain k khuda aap ko har waqt dekh reha hay. 5)khaas taur per namaz e shab ki pabandi karain. 6)Pakiza aur halal ghiza kahain…. etc (ref : kitab tark e ghunahan k 40 tareeqe).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.