Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question agar hum ny khud he koie namaz per li aur kuch dar bad wohi namaz jamat k sath per sakty hain? 
Answer Jab jamaat k sath namaz parhi janay lagay to mustahabb he k jis shakhs ne tanha namaz parhi ho wo dubara jamaat k sath namaz parhay. Aur agar ose baad me pata chalay k is ki pehli namaz batil thi to doosri namaz kafi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1384) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.