Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name SYED ALI HUSAIN SEESTANI 
Question Slam, Kia mian bivi jb k bivi ka roza hi na ho or mard baghair mani k ikhraj apni bivi sy bos or kiar or chair char kr skta hy jb k usy yakeen ho k mani kharij nahi hogi? 
Answer 1)mani nikalnay k iraday k bagair missal k toor per apni biwi se chair ahar ya hansi mazaq karay aur ose itminan ho k mani kharij nahi ho gi to agarchah mani kharij ho jay is ka roza sahi he. albetta agar ose etminan na ho to is surat me jab mani kharij ho gi to is ka roza batil ho jay ga. 2)mani nikalnay k qasad k bagair insane apni biwi ka bosa lay ya koi shawat angaiz kaam karay to ye makrooh he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1576, 1629) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.