Question |
Assalam-o-Alaikum , mera sawal hai k Agar ham Quran Pak ko Sirf Urdu tarjamay(translation) me prhte hain to iska koi gunah to nhi? Arabic me prhne se Quran pak prha to jata ha par agar smjh nhi ati to is me koi faida nhi . Is lie mera sawal hai k agar ham khali Quran pak ko urdu me prhein , arabic me na prhein to is k bare me kia ehkamat hain kiu k jab Quran Pak nazil hua tha to wha k log Sab arbi thay ab yha k log urdu bolte hain to khali urdu me Quran pak prhne me koi haraj ya pareshani to nhi ? |