Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Agr hm koi khushk napak kapra khusk pak jism pr pehn ly aur phr jism pr pasina aay aur wo khushk napak kapra mai pasiny ki waja sy nami aajay to kya wo jism ka hissa napak hojayga??? Agr han to sirf us jaga ko dhona kafi hai ya ghusal karna paryga ??? 
Answer Jahan tak wo pasina puhanchy ga to wo hissa najis ho jaey ga lekin is say ghusl wajib nahi hota sirf wo jaga dhona kafi hy. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part #3 masla #410). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Update on dated 14-08-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.