Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question kya taqleed karna zaroori hai... agar yeh kiya jaaye keh kisi bhi masle ke hal ke liye kisi bhi available tauzihul-masail dekh li jaaye.. aur kuch apne zameer (sahi o ghalat ki tameez) ki buniyad per amal kiya jaye to kaisa hai? 
Answer Salam un alaikum Taqleed faqat Mujtahid e Aalam ki karna zaroori aur tamam masail mai usi Mujtahid ko follow karna hoga haan agar wo Mujtahid e Aalam kisi masale mai doosre Mujtahid ki taraf rujoo karney ki ijazat dey to us soorat mai Falaalam ki taraf rujoo karna paerga Ref:Tauzeeh ul Masail Ayatullah Sistani Topic Taqleed  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.