Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name khan 
Question Assalam0alaikum. M0lvie sahab mera questi0n yeh hai ke mujhe hamesha yeh fikar,tenti0n,aur darr rehta hai ke mere kapde paleet h0gaye hain yar kuch hua hai kapdon ko.halanke mein roz naha kar kapde change karta h00n. Mein bATHr00m bhi ja kar darr darr kar peshab karta h00n magar mujhe bAhar aA Kar lagta hai ke mere kapdE Paleet h0gaye hain. Ramzan ka mahINa hai aur mein namaz 5 ki parna chahta h00n aur parhta bhi h00n. Magar is tenti0n se mujhe d00r farmaye. Plz plz jitna jaldi h0sake mujhe email kijiye mera answer plz. 
Answer Agar kisi paak cheez k baray me shak ho k najis ho gay he ya nahi to wo paak shumaar hongay.Aur agar is cheez k najis ya paak honay k baray me pata bhi chala sakhtay hoon to tehqeeq zarori nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 117) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.