Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Roza 
Question Assalamalikum mera sawal ye hai ki kay roze me dadhi karte wakt blade se kat jaye aur khoon nikal aaye to kay roza tut jata hai? 
Answer 1) Jee nahi khoon nikalnay se roza batil nahi hota he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1553). 2) i) Ethiat e wajib ki bina per mard k lie darhi mundwana jaiz nahi naiz ethiat e wajib k toor per mard ko ye haq nahi pounchta k sirf tohri k baal rakhe aur baqi mundva lay. (ref : jadid faqhi masyl ayat ullaha sistani d.b. masla # 473 , pg # 255) ii) DARHI is had tak hona tu wajib hay ke urf(awaam) mein issay dari kaha ja sakay. REF: www.sistani.org, urdu istiftaat, dari, Q:7. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.