Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question A.O.A Mulana Sahib. Kia couple Ramadan kay month may night may Jama (Sex) karnay kay baad time short honay ki bina per ghusal kiye baghair sehri kar leta hain. to kia essi soorat may na pak haalat may Roza rakhna jaiz ho ga?  
Answer Agar koi shakhs ramzan ki kisi raat me junub ho jay aur jaan boojh ker azaan e fajr tak ghusl na karay ya jis shaks ka fariza tayaamum kerna ho wo jaan boojh ker tayammum nah karay tu zarori hay k is din ka roza pora karay or phir aik din or roza rakhay or choonkeh ye tay nahi hay k dosra roza qaza hay ya saza, layhaza ramzan k is din ka roza bhi ma fiz zimmah(yani jo mairay zimmay ho) ki niyat se rakahy or ramzan k baad bhi jis din roza rakhay or is main qaza ki niyat nah karay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 1591). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.