Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ahle-sunnat 
Question islam mein nikah -al-moota ki ijaazat hey ?? aur zina uar moota mein kia farq hey ?? 
Answer Note : Is website per fiqhae jaffaria k mutabiq jawabaat diay jatay hein. Nikah ki 2 aqsaam hain 1. daimi(permanent marriage), 2. ghair daimi / muta(permanent marriage).or agar kisi aurat k saath mutaa karna agarchah lazzat haasil karnay k lie na ho tab bhi sahi he. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2328 ki heading & 2385). Note: Jo faraq naikah or zina main hay wohi faraq muta or zina main hay.Q k muta bhi nikah hi ki aik qism hay or is main bhi nikah k sighay perhay jatay hain is main bhi iddat hoti hay. Update on dated 22-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.