Answer |
Chand girhan ki raat main ya soraj girhan k din main hambistari kerna jaiz hay laikin makhrooh hay. Yani soraj girhan lagne k baad se poora din hambistari kerna makhrooh hay or is tarah chand girhan lagne k baad se poori raat ghambistari kerna makhrooh hay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part #3 masla #). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). Update on dated 14-09-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |