Answer |
Beemari k alawa bhi namaz ghar mai parhi jaa sakti hai masjid mai namaz parhna zaroori nahi hai albatta mustahab e takeedi. (yani wo mustahab jis ki bohat takeed ki gayi ho)hai k namaz masjid mai parhi jaey. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail, maslah #880). Update on dated 30-12-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |