Answer |
Nahi, is tarah say paisay nahi lesaktey ye haram hoga q k jhoot boolna ya dhooka daina haram hai balkeh un ko be wajah sataney ki bhi mumaniat aai hai. (Ref: Minhaj us saliheen part 1 masla#30). Update on dated 22-12-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |