Answer |
Jub jammat k saath namaz parhi janey lagay tou mustahab hai k jis shaks ne tanha namaz parhi ho wo dobara jamaat k saath parhe. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #1384 ). Update on dated 17-11-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |