Answer |
Jaiz hay. Albattah qamar dar aqrab or chand ki on aakhri tareeh main jin main chand chup jaata hay, nikah kerna makhrooh hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),minhajus saliheen, part#3, maslah #3). Update on dated 16-11-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |