Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salaam..... aik ghar kay malik nay ghar ki zameen par namaz ki ijazat nahee di aur on kay ghar main BA JAMAT NAMAZ hoti hay lakin IMAMA JAMAT ADIL nahee hay to kya os jaga par namaz namaz phari ja sakti hay jab kay os jaga par namaz ki bhi ijazat nahee hay .....lakin os jaga namaz pharna bhi hay kyun ka ham majboor hain plz is ka theeek masla bata dain.... w/salaam 
Answer Kisi ki Jaidaad main namaz parhna is soorat main jaiz hay jabkay is ka maalik sareehan ijazat day ya koi aisi baat kahay jis say maloom ho kay is nay namaz parhnay ki ijazat day dee hay masalan agar kisi shakhs ko ijazat day kay is ki jaidaad main baithay ya soay to is say samjha ja sakta hay kay is nay namaz parhnay ki ijazat bhi dedi hay.ya maalik kay raazi honay par doosri wujoohaat ki bina par itmeenaan rakhta ho.iskay ilawa kisi ki jaga par namaz nahi parhi ja sakti.Ref:Tauzeehul Masail Masala No.865,Pg.No.145.  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.