Answer |
Wa alaikum salam, kunwari larki ko shadi k liay baap ya dada sai ijazat lena zaroori hai ,agar larki zindagi k umoor main khud mukhtar hay tab bhi ahtiyat e wajib ki bina par baap ya dada sai ijazat lena zaroori hai albatta maa sai ijazat lena lazmi nahi hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2341 ). Update on dated 11-11-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |