Answer |
Agar koi ye ayatain fajar ki namaz k baad 11 martaba pani par dum ker k pee lay tu buri nazar say mehfooz rahay ga. Surah e furqan ayat#45 Surah e hajj ayat#5 Surah e fatah ayat#29 Surah e qalam ayat#51,52. (Ref:book nawaey saleheen,pg#327). Update on dated 30-10-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |