Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Asalam u alekum Kia shadi shuda bachoun wala sunni mard shia syeda se shadi ker sakta hy jab k donoun aik doosray ko pasand b kertay houn. Larka 35 aur larki 15 ho. I think larki k waldain to qatan nhi chahain gay but larki har haal main shadi ke khwaahish rakhti ho aur na kerne ke soorat kisi ghalat iqdaam ka khadsha ho. 
Answer Wo Kunwari larki jo khud mukhtaar nah ho os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat zaruri hai. Or agar lerki khud mukhtaar ho tu os k liay apne wali (baap ya dada) ki ijazat ehtiyaat e lazim ki bina per zaruri hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2328-2335) Update on dated 30-10-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.