Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assala mu alaikum! Mera sawal yeh h k Meri ek frnd ny as a 2 gawah k samny us k czn sy us ka b ek gawa Tha dono ny ek dusry ko kaha k may Saab k samny husband n wife qabul krti/ krta hn So,Kya yea nikha ho Gaya h ya nhi Ghr walo ko kch nhi pata only girls side 2 gawah thy or boy side ek gawa Tha...?  
Answer Was-salam. Nikah karne k liye kuch sharaet hai jin ka khayal rakhna zaroori hai.nikah mai ye concept nahi k sub k saamne qubool kar liya to nikah hogaya balkeh nikah mai seeghe parhe jaatey hai,doosri baat jo larki baligh ho kunwari hai or zindagi k umoor apne ikhtiyaar sai anjaam na deti ho tou agar wo shadi karna chahey tou zaroori hai k wo apne baap ya daada sai ijazat le balkeh agar zindagi k umoor apne ikhtiyaar sai anjam deti ho tab bhi ahtiyat e wajib ki bina par apne baap ya dada sai ijazat le albatta maa sai ijazat lena lazim nahi.lehaza ye jo nikah kia gaya hai wo sahi nahi hai q k ye nikah apni sharait par nahi utarta. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2335 &2340 ). Update on dated 28-10-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.