Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Ak Shaks ak company me saman bechne ka kaam karta hai ak din ak costomer aata hai saman lelne ke liye likin wo aman us company me mujood nahi nahin rahta lekin customer kahta hai mujhe chahiye to wo shaks kisi doosri jagah se lake deta hai, us saman ki keemat 1000 hai jo wo customer ko bata deta hai jabki usko 900 se me milti hai to aap ye batayen ki jo 100 usne usme kamaye kya wo haram hai ya halal.  
Answer Aap k sawaal sai ye zahir horaha hai k us sales man ne 100 rs apna profit rakha ha or karobaar mai profit lena jaiz hai.(Ref:tauzeeh ul masail edition 39 khareed o farokht k ahkaam pg 305). Update on dated 26-10-17. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.