Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kia suni larka shia larki sy shadi kr sakta ha agar wo donu ak dusry sy bht mohbt krty hon 
Answer Agar shia aurat ko apne shia mazhab k tabdeel hone ka khouf na ho to sunni mard se shadi kar sakte ha.laikin phir bhi aurat k liay is mard se shadi karna makrooh hay. Aur agar shia mazhab k tabdeel ho jane ka khouf ho to shia larki k liye is mard se shadi jaiz nahi hai (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 215,eidition4th). Update on dated 08-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.