Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar Namaz ki teesri rakhat may Galati say Bismillah Phar lay toh Namaz batil to Nahein hoti hay.Sajdae Sahu Kurna paray ga is Galati ki Wajahat say. Tasbeehate arba Kay ellawa Namaz may tesrri aur chohati rakhat may Koi sura Phar suktay hay  
Answer 1: Aghr galti sy parha hy to namaz batil nahi hy. 2: Namaz ki 3rd aur 4th rakat me faqat aik dafa surah e al hamd ya tasbeehat e arbah perhi ja sakhti he. Yani namaz parhne wala aik dafa kahay aur behter he keh tasbihaat e arba ko 3 dafa kahay. (Ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 992). Update on dated 01-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.