Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question talaq k bad apni biwi se rujoo ka kia tareeqa hy?  
Answer Talaq ki khuch sharait hen, agar aap 1 talaq de chuke hen apni biwi ko to teesray haiz aanay se pehlay aap apni biwi se agar ruju kerna chahtay hain tu ker sakte hen bagher nikah k albatta agar tesray haiz aa jaey tu phir ap dubara nikah ker saktay hain. Note: Ruju ka matlab hai dubara biwi ko apnana or us se dubara relationship qaaim kerna or ruju 2 tareekon se kiya ja sakta hai 1)shohor aisi batain kare k jin se pata chale k usne usay dubara apni biwi bana liya hai. 2) koe kam kare or us kaam se ruju kerne ka irada kare or jimaa(humbistary) kerne se ruju sabit hojata hai.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b), Tauzeehul masail, 33rd edition,msla#2488). Update on dated 01-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.