Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Salam Agar koi shakhas Maqrooz (Qaraz daar) hai Bank ka ya kisi individual ka toa kiya wo shakhas khumus ada karnay ka paaband hai.agar YES to kis hisaab sy ada karayga(Please Explain)  
Answer Qarz ki asal raqam per khums wajib nahi hota Q k os raqam k aap malik hi nahi hotay. Agar ye bank private ho tu saal ki amadani (income) se jitni raqam bank ko wapas kerdi ho or qarze ki asal miqdaar aap k saal k akhrajaat main istemaal nah hoe ho tu otni miqdaar ka khums nikaalna wajib hoga. (Ref: Mujtahid se pochay gay sawalaat,part#1, sawaal#108). Update on dated 16-01-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.