Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani 
Question salam ..mera sawal yeh hai key kia ager peshab kerny key bad hum istanja kery aur us ke bad peshab ke drops niklee tu kia woh pak hai ya najis ?kia aise halat main namaz sahi hai ? 
Answer Agar koi shakhs pehsab kay baad Istibraa karay aur us kay baad Rutoobat Kharij ho jis kay baray main usay shak ho kay peshab hay ya koi aur paak rutoobat to wo rutoobat paak samjhi jaey ge,Albatta agar Yaqeen ho kay peshab hay to wo Najis hay.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Masala No.70 Pg.25. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.