Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Do bacchhe so rhe the dono ki alag alag maa h ...ek maa apne bachhe ko dhoodh na pilakar anjaane me dusre k bachhe ko dhood pila deti h to kya yeh bacchha is maa ki beti se nikah kar sakta h 
Answer Doodh pilanay se mehram banay k teen miyaar hain: 1)Bachene ne is had tak doodh piya ho k awaam ki nazar main gosht banaay or haddiyaan mazboot hone ka sabab banay 2) Ya Agar 24 ghante k doran is bache ne kisi or ka doodh nah piaya ho ya 3) 15 martaba musalsal isi aurat ka doodh piya ho tu ye phir ye bcahay is auratki baiti se shadi nahi ker sakta. Laikin aap k sawaal k mutabiq faqat aik baar is aurat ne doodh pilaya hay is liay is lerkay ki os aurat ki baiti se shadi ho sakti hay. Ref: (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2438 ). Update on dated 16-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.