Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir shia ki jumma namaz k baad kia parha jata hai namz e zohar ya asar.  
Answer Namaz e jumma ka waqt awal e zawal e urfi hy or awl e urfi men yeh nukta kabl e tawwjh hy k aghr khutba 40 mint ka ho or phir foran baghair faasly k namaz e jumma tamam sharaet k sath baja lae jaen to wo namaz sahi or kafi hay or namaz e jumma parhany ki zarorat nahi hay or agar namaz e jumma ka khutba 40 mint say lekar 75 mint tak ho jaey to ehtiyaat ki jaey or ehtiyaat e wajib ki bina pr namaz e zuhur baja laa,en, or agar 75 mint say ziyada ho to zahiran os sorat men juma kaafi nahi hay or zuhur ki namaz bhi parhana hogi, or os k baad asar ki namaz ada ki jaey (Ref: (https://www.sistani.org/urdu/qa/25586/). Update on dated 16-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.