Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mera sawal ye hai k.. k agr nemaz ba jumat ada ki jaye to surah fatiha parna hota hai sath me ya nahi... plz jawab dey 
Answer Zarori hay k muqtadi pehli 2 rakat main al-hamd or sorah k alawa sab cheezen khud parhen lekin agar muqtadi ki pehli or dosri rakat ho or imam ki teesri or chouthi rakat ho to zarori hay al-hamd or soorah khud parhy. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #1442). Update on dated 14-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.