Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir meri khala ka khawand un ko mjse bat na krne k lye quraan ki qasam. Kalma pak ki qasam. Aziz rishta daron ki qasam deta hay k agr tm ali se bat kro to allah tmhre bhaio aur maa bap ko mar de. Aur tmhre bhaio k bchay mer jayn. Khala mjse bete ki trah pyar krti hn kiun k un ka koi beta ni. Agr wo apne khawand k kehne pr qasam ni khati to wo talaak ki dhamki deta hy aur us ne aik talaak de b di thi.please hmen seedha rasta k hmko kya krna chahye. Wazya kr rha hn k us admi ko taklif yh hy k us ki bivi us ki bat ni manti. Pas e pusht bat itni c hy k wo meri ma ki behn hy aur mje olad ki trah pala hy. 
Answer Ye qasam durust nahi hay. Is per amal kerna lazim nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 13-02-2018. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.