Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Meri Nani Ami ki wafaat abhi 2 mah pehley howi hai. Mera Nana Abu abhi hayat hain. Mera Nana aur Nani ki 6 betain hain aur koi beta nhi hai. Sawal ye hai k kia meri nani ka kuch zewar aur raqam [money] un ki wafaat k baad nikla hai. Kia in sab ko sirf betion mein taqseem kiya jaye ga ?ya nani ami k behan bhaiyon ko b hissa dena ho ga? 
Answer Or is tarah taqseem hogi k shohar ko ¼ (choutha) hissa dia jaey ga or baqi jitni meras ho wo sab betio men barabar barabar di jaey gi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 39th edition, maslah #2694/2727 ). Update on dated 09-02-18. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.