Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name -- None -- 
Question Quran Majeed mein jo sijda ki ayat aatin hain in per sajda karne ka foran hukm hai ya tilawat khatam karne ke baad bhi kar sakten hai, aur sajda karne ka tariqa bata dein. 
Answer Quran Majeed ki 4 soortoon main wo ayaat maujood hain jinkay sunnay aur parhnay par foran sajda karna wajib hay yani Sura Sajda Ayat 15,Sura Fussilat Ayat 37,Sura WanNajm Ayat 62 aur Sura Alaq Ayat 19.Jab insaan Quran Majeed ka Wajib Sajda karnay kay Iraday say Peshaani Zameen par rakh day to khwah wo koi zikr na bhi parhay tab bhi kaafi hay aur zikr ka parhna behtar hay.aur mustahib zikr kay liye Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.174 Masala No.1086 ki taraf rujoo karain.Ref: Tauzeehul Masail A.Sistani Pg.174 Masala No.1080,1086. 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.