Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatollah sistani 
Question Ajkal aik naqsh bht mashoor hai jis main PANJTAN PAK k namo ko mila kr ALLAH likha jata hai (urdu main) kia ye sahi hai? kia ye naqsh istimal kia ja skta hai?  
Answer Agr us naqsh se ALLAH j.j ka naam ban raha hai or aysa lagta hai k ALLAH j.j ka naam hai to is hawale se sharee`at to hmen ye kehti hai k jo shakhs ba_wazu na ho us k liye Allah Tala k namon or un sifaton ko mass(chhona) krna jo sirf usi k liye khas hen chahe wo kisi bhi zaban men hon Ehtiyat-e-wajib ki bina pr haram hai, or behtr ye hai k Rasool Akram (s.a.w.w) or Aima tahireen a.s k asmaye mubaraka ko bhi na choye.(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #318)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.