Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayatollah sistani 
Question salam main rawalpindi me rehta hoon to kya mera safer tb shuru ho ga jb me rawalpindi se bahir chala jao? 
Answer Agr koi musafir apne rehash gah(is se murad wo shehr ya gaon hai jis men insan rehta hai) se 44 kilometer(matlb is qadr safr kre k uska ana jana mila kr 44 kilo metre bane) ya is se ziyada safar kare to is ki namaz zahor, asar or aisha qasar (2 rakat ) parhni paregi. musaferat ka aghaz aksar aokaat shahr(city) ke aakhiri area(elaqe) se kiya jata hai. is hawale se jab ap Rawalpindi se nikal rahe hon to shehr k us akhri hisse pohnce jo shahr ka akhri hissa shumar hota ho to wahan taqriban 22 kilometers safar krne k bad apki namaz qasr hojaye gi or 22 kilometers k andar apkinamaz puri parhenge. (Ref:Jadeed Faqhi Masail,Ayat-ul-allah Sistanai(a.s), eidition 5,Ques # 71 , pg # 70,)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.