Answer |
Zina karna gunah_e_kabira hay.(Ref:Ayatullah sistani, Minhaj_us_Saliheen,Part#1, Maslah#30)
use sache dil se toba karni chahiye. Parverdigar ne quran majeed me wada kiya hai k wo toba karne walon ki toba ko qabool karta hai.Aysa hargiz nahi ho sakhta k wo apne wade per amal na kare.
(Ref : website ayatollah sistani (d.b). ques # 1 , toba)
Jo shakhs shadi na krne ki wajah se haram kaam men mubtila hota ho us pr wajib hai k shadi kare.(Ref:Ayatullah Sistani(d.b), Tauzihul masail, Maslah # 2407, eidition31)
|