Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question assalamualikum janab imam sahab ke jane ke baad hum jin ke piche namaaz padhte hai unke quran me galtiyan hai to kya hum sabhi muqtadiyon ko namaaz dohrani padhegi.aur agar unke piche sahi padhne waala maujud hai to kya unhe namaz padhani chahiya.  
Answer Imam e jamat ki shriat ye hain. 1) Balig ho 2) aaqil ho 3) shia isna ashri ho 4) aadil ho 5) halal zada ho 6) namaz sahi parh sakta ho.(lehaza agr wo qarat sahi nahi kr paraha to phir us ki iqtada krna sahi nahin hogi) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1434)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.