Answer |
Agr apko pukhta yaqeen ho k jima karne se roza batil nahi hoga to kaffara wajib nahi hoga lekin jitne rozon me ap ne aysa kiya hai sirf un rozon ki qaza karna zaruri hai.
(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1625,1631).(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).
|