Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question aslamaulaikum, keya family palnning karna jaiz hay ya nahi....aur yeah bhi kay aj kal jab aurat pregnent hoti hay to 6 month main yeah bataya jata hay kay baby girl hay ya boy..keya yeah jaiz hay,kuin kay jsi cheez ka alim allha ko hay wo aj kal hamray docters khoob anjam day rahy hain.... 
Answer Orat k liye hamal ko rakne men aysi dawaon ka istamal krna jaiz hia jo ziyada nuqsandah na ho agrche uska shohr razi na ho mgr ye k us dawaon ka istamal mard k kisi shar`ee haq k manafi ho to phir jaiz nahi hai lekin agr nutfa thehr jaye to us k bad isqat-e-hamal krna jaiz nahi hai lekin agr khoaf ho k hamal ka baqi rakhn a orat ki zindagi k nliye nuqsanda hai ya na-qabil brdasht hai harj ka baais hai to agr hamal men jan na parri ho to isqat jaiz hai lekin hamal men jan parne k bad bache ka zaya krna hargiz jaiz nahi hai or agr maa khud bache ko zaya krde to uski diyat maa pr wajib hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #1436) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.