Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Nimaz Fajr Kiss time tak parhii jati hai mera maqsad kaza ka time kia hai oor kis waqt main behtar hai perhain HAdees ki roshni main bayan kerain  
Answer (Namaz ka waqt har din badalta rahta hai.) agar musalman khud apne namaz , roze k lye fajar , zawaal (zohar),aur maqrib ki tayeen na kar sake aur rasadgha ( yani astronomy k office k calendar waghira) ki tayeen per is k ahtamad ho to wo apne rozon aur namazon k liye rasadgha (yani astronomy k office k calendar waghira) k moaiyan karda owkaat namaz pr bharosa kr sakte hen agarche rasadgha(yani astronomy k office k calendar waghira) me kaam karne wale musalman na ho, bachate ye k rasadgha ( yani astronomy k office k calendar waghira) ki tayeen aukaat per wosooq ho. (Ref : Jadeed faqhi masail , ques # 70 , pg # 70) Namaz ko us k awal waqt me pherna mustahab hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 739) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.