Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question Nikah main meher ada karne ka kya system hai? Kya meher baad main bhi ada kiya ja sakta hai, jaisa ke hamare mulk main hota hai, muajjil aur gairmuajjil, plz quran aur sahih hadid ki roshni main jawab den 
Answer Jaiz hay k saray k saray mehar ko moujil(muddati) ya ghair e moujil(ghair muddati) ya indat talab(mutaalbay k waqt ada kerna) qarar dia jay aur baaz ko moujil aur baaz ko ghair moujil qarar dia jay aur moujil may muddat ka mouin karna zaroori hay. (Ref : Minhaj us salaheen Ayat ullah sistani d.b. part # 3 masla # 302). Update on dated 24-08-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.