Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ana muslim 
Question kya shaval kay 6 rozay bharnay say pehlay ramzan kay chotay huai rozay bharna zaroori hai? 
Answer Jis shaks per qaza rozay hoon os k liay mustahab rozay rakhna jaiz nahi balkay Zarori hai ke wo Qaza Rozay ki Niyat Rakhay aur agar wo Qaza Rozaa rakh le to isay Mustahib rozay ka Sawab bhi (Inshallah) Milay ga(Ref : Mujtahid se pochay gaye Sawalaat part#Roza, Ques#90 pg#53)(Khuda aap ki Tawfiqaat Mein Izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.