Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question mera sawal ye hai k main ne apni dost se sach puchna tha jis ki waja se main ne kuch jhut kaha us ne kaha k meri kasam khaoo mai ne zuban se ya dil se kasm nai srf kaha k han ye bat jo main keh rahi hun sach hai too is mamley main kia kasam tor di main ne uski?aur is ka koi fidya hai jawab jaldi dijye ga... 
Answer Jhooti Qasam ke khane ka koe kaffara nahi he albatta ye ek haram kam hai lehaza toba o istighfar kijyega.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 30-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.